Solved MCqs Papers Notes of Urdu for NTS and SPSC Tests

Urdu MCQs
Solved MCqs Papers Notes of Urdu for NTS and SPSC Tests
aamon ki tareef mein masnavi kis ne likhi?
Ghalib

Meer ki aik Masnavi ka unwaan____hai
khawb o khayal

Baal e jibreel k ibtadaai safhay per sirf aik shaer hai,jisay Allama Iqbal ne “Bhartar hari se Mansoob kia hai,ye shayir kis daur ka hai?
uneesveen sadi

Khakim ba’dehan mein khaakon ki tadaad?
8

Shab e rafta mein nazmen aur ghazlen___unwaanat k tehat likhi gayi hain.
3

Meer taqi Meer ki shaayiri k kitnay deewan hain?
6

Hafeez k shahnama ki kitni jildain hain?
4

Musaddas mein Haali ne musalmano k____ka ziker kia hai
Maazi

Sar e waadi e seena Faiz ka kon sa majmooa hai?
5th

“Ham urdu mizaah k ahd e yousafi mein jee rahay hain” kis ka qaul hai?
Dr.Zaheer fateh poori

Sar e waadi e seena mein faiz ki shayiri 1965 se____tak hai.
1971

Ahmad Naseem Qasmi k afsanay____pas manzer ki akkasi kertay hain
daihi(rural)

Manzil e shab ka talluq kis sinf se hai?
shaayiri

Faiz ki shayiri____shaiyiri hai
samaaji

chand ham aser mash’hoor adeebon k____hain
khaakay

_____k kalam mein tasavuff,falsafa aur science bhi hai
Ghalib

______shaa’ir,afsana nigaar aur naqqad
Ahmad Nadeem Qasmi

_____Bang e dara ki nazm hai
taloo e Islam

Mushtaq Ahmad yousafi ki tanz o mizaah ki____kutab hain
3

Deewan e Ghalib ki pehli ghazal ka matla’a?

Naqsh Faryaadi hai kis ki shokhi e tehreer ka,
kaaghzi hai pairhan her paikar e tasveer ka

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *