Lecturer Islamiat Past Exam Papers

LECTURER PAPERS
ISLAMYAT LECTURERSHIP PAPER

1.      Ghazwa e Badar mein farishtoon ki tadad kitni hai
2.      Halat e ehram mein konsa shikar jaiz hai
3.      Nirwan kis religion sy hai
4.      Ghazwa e Badar mein shetan kis shakal mein aya
5.      Jazim Muzary konsa hai
6.      Jihad o Qital kis bab sy hai
7.      Qatilohum mein qatilo kis ka segha hai
8.      Qadianoo ko gher muslim kb qrar dia gia
9.      Pakistan m konsi jamiat purani hai
10.  Hazoor sy 7th asman pr kis prophet sy mulaqat hui
11.  Quran pr erab kis ny lagway
12.  Kafroon sy brat ka zikr kis sorat mein hai
13.  Kamzoor treen ghr kis janwar ka hai
14.  Konsi sorah k darmean m bismillah hai
15.  Konsi sorah m bismillah ni hai
16.  Education is a highest good kis ka qool hai
17.  Iqbal k khutbat pr konsi kitab hai
18.  Hazrat isa ko kis governor k order pr phansi di gai
19.  Muhammad bin qasim ka taluq kis qabila sy tha
20.  Tafseer bil massor ki konsi kitab hai
21.  Hazoor ny kis amal ko highest amal kha
22.  Jang e jamal kin k darmean hui
23.  Quaid e azam ka tomb khan hai
24.  Kufer ulhad ur hum k writer kon hn
25.  Islami riasat k writer kon hn
26.  Tafhemat kis ki book hai
27.  Hazart aisha ap ka wisal k bad kitna arsa zinda rhi
28.  Hazrat zainab ko naiza kis ny mara
29.  Mal e ghanimat k zikar kis sorah m hai
30.  Imam shafi kis sorah ko rehnuma smjaty hn
31.  Zartasht ka taluq kis country sy hai
32.  Haji haj ka din khan guzarty hn
33.  Khalq quran ka nazria kis ka hai
34.  Kis sahabi ka zikr quran m hai
35.  Fateh miser kon hai
36.  Hazrat khadija k bad hazoor ka nikah kiss y hua
37.  Waqia ufk kis sorah m aya hai
38.  Hazoor k akhri lashkar ka sipah salar kon tha
39.  Alraheq ulmakhtoom kis topic pr hai
40.  Hazoor ka last ghazwa konsa hai
41.  Almashkawtumsbah kis pr mabni hai
42.  Hazoor ny kis ghazwa m muthy bhr k mati phenki
43.  Alfoz ul kabir kis topic pr hai
44.  Gatha ka taluq kiss y hai
45.  Sikh qabar ko kia khty hn
46.  Badar m kufar ka sipahsalar kon tha
47.  Jaloot ko kis ny qatal kia
48.  Munafqeen k kis tribe ny misaq e madina ki khilaf warzi ki
49.  Hazrat shoaib ka taluq kis tribe sy tha
50.  Hazrat moosa kis k sath rehty thy
51.  Bani israeel k total tribes kitny thy
52.  Kis masjid m 2 rakat parhna umry k swab hai
53.  Ahsan ul qisas kis sorah ko kehty hn
54.  Tadween quran ka kam kis k period m hua
55.  Agr mehr muqarer na ho to konsa mehr dia jata hai
56.  Kis qasam pr kufara hai
57.  Hata tankaho zojan mein kis talaq ka zikr hai
58.  Agr khawand urat pr ilzam lagay ur gawah nah un to kia wajib hota hai
59.  Hazrat mariam k mangeter ka nam kia tha
60.  325 m kis anjeel pr papandi lagai gai ti
61.  Abu jahil ka asal nam kia tha
62.  Ghazwa mota m pehly sipah salar kon thy
63.  Akhri mughal badshah kon tha
64.  Quran m kis prophet ka nam ziada aya hai
65.  Insan apny afal  ka khud khaliq hai yh nazria kis ka hai
66.  Salat ul khoof kb parhi jati hai
67.  Aflatoon ka shagird kon tha
68.  Bosnia kis continent mein hai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *